IloveIndia

Literature IloveIndia
Nazm in Urdu language is basically a form of poetry that has a smooth flow of rhyme and rhythm and is written in verses.

Urdu Nazm

To understand the beauty of Urdu nazm, one should make a comparative analysis of a ghazal and a nazm. Both are complimentary to each other and both have many similarities. Yet, both have their own qualities that make them stand out independently. Nazm in Urdu language is basically a form of poetry that has a smooth flow of rhyme and rhythm and is written in verses. These verses are usually in continuity to maintain a flow of thought, unlike Ghazals, in which verses have their independent meaning and can portray feelings independently without depending on the next of verses. To know more about Urdu nazm, continue to read this insightful article on it.

Nazm
The formation and usage of a nazm has changed over the time. The style and rhythm used has changed in the later part of the 19th century. Yet, a nazm has an old world charm to it, which is what gives it its unique quality. A nazm is not bound by the restriction of following a certain length pattern. It gives a more detailed version of the topic in focus. In a nazm, the opportunity for a detailed exploration of each and every expression is possible. This unique quality of vastness gives the nazm its due importance in the world of Urdu literature.

One favorite topic of writing a nazm is love. Love can be called the central theme of Urdu poetry. The beauty of love is expressed in a subtle and simple way through a nazm. Not just love, the beauty of nature, the pain of death, the problems of modern world, etc. are expressed keeping in mind its true meaning and essence. Instead of taking a reader to a world of fantasy and imagination, it gives a logical and reasonable explanation of the topic. It is more realistic in nature than a ghazal, which takes a reader into an illusionary world.

Urdu Nazm By Ali Sardar Jafri: Nazm Mera Safar
Phir ek din aisaa aayegaa
Aankhon ke diye bhujh jayenge
Haathon ke kanval kumhalayenge
Aur barg e zabaan se nataq va sadaa
Ki har titali udd jayengi
Ek kale samandar ki tarah mein
Kaliyon ki tarah se hasti hui
Saari shakale kho jaayengi
Aur neeli faza ki makhmal par
Hasti hui here ki ye kaani
Ye meri jannat mein zameen
Iss ki subahein is ki shaamein
Bejaane hue besamjhe hue
Ek musht gubaare insaan par
Shabnam ki ro jaayengi
Har cheez bhula di jaayegi
Yaado ke haseen butkhaane se
Har cheez utha di jaayegi
Phir koi nahin ye puchega
Sardar kahan hain mehfil mein.

Nazm By Faiz Ahmed Fair: Aaye Kuch Abr Kuch Sharaab Aaye
Aaye kuch abr kuch sharrab aaye
Uss ke baad aaye jo azaab aaye
Baam e meena se mahataab utaare
Dast e saaqi mein aftaab aaye
Har rag e khun mein phir charaagaan ho
Saamane phir wo benaqaab aaye
Umr ke har waraq pe dil ko nazar
Teri meher o wafa ke baab aaye
Karr aha tha gam e jahaan ka hisaab
Aaj tum yaad behisaab aaye
Na gait ere gam e jahaan kaa hisaab
Aaj tum yaad behisaab aaye
Na gait ere gam ki saradaari
Dil mein yun roz inqalaab aaye
Jal uthe bazm e gair ke dar o baam
Jab bhi ham khaanamaan kharaab aaye
Jal uthe bazm e gair ke dar o baam
Jab bhi ham khaanamaan kharaab aaye
Iss tarah apanii khamashii gunji
Goyaa har simt se jawaab aaye
'Faiz' thi raah sar basar manzil
Hum jahaan pahunche kaamayaab aaye.

Mir Taqi Mir Nazm: Patta Patta, Boota Boota, Haal Humara Jaane Hai
Patta patta, boota boota, haal humaara jaane hai,
Jaane na jaane gul hi na jaane, baagh to saara jaane hai.
Aage us mutkabbar he hum khuda khuda kiya karte hain,
Kab maujud khuda ko who maghrur khud-aara jaane hai.
Aashiq saa to saada koi aur na hoga duniya mein,
Ji ke zian ko ishq mein uske apna waara jaane hai.
Chaara gari beemari e dil ki rasm e shahr e husn nahin,
Warna dilbar e naadaan bhi is dard kaa chaara jaane hain.
Mehr o wafa o lutaf o inait ek se waqif in mein nahin,
Aur to sab kuch tanz o kanaya, ramz o ishara jaane hai.
Aashiq to murdah hai hamesha ji utha hai dekhe use
Yaar kea a jaane ko yakaayak umr do baara jaane hai.
Tashna e khun hai apna kitna Mir bhi naadaan talkhi kash
Damdaar aab e tegh ko uske aab e gawara jaane hain.

Mir Taqi Mir Nazm: Faqiraana Aae Sadaa Kar Chale
Faqiraana aae sadaa kar chale
Miyaan khush raho hum dua kar chale
Jo tujh bin na jeene ko kahte the hum
So iss ahd ko ab wafa kar chale
Koi naumidana karte nigah
So tum hum se munh bhi chhipa kar chale
Bahut aarzoo thi gali ki teri
So yaan se lahu mein naha kar chale
Dikhai diye yun ke bekhud kiya
Humein aap se bhi juda kar chale
Jabin sijda karte hi karte gayi
Haq e bandage hum ada kar chale
Prastash ki yaan taeen ke si but tujhe
Nazr mein sabhon ki khuda kar chale
Gayi umr dar band e fikr e ghazal
So iss fan ko aisa bara kar chale
Kahen kya jo puchhe koi hum se Mir
Jahaan mein tum ae the hya har chale.